Random Thoughts

Some Creations in Hindi...III

Home
Spirituality and Indian Music
My Thoughts....
More Thoughts...
More Thoughts...
More thoughts....
More Thoughts...
More Thoughts....
My Poems....
Some creations in Hindi...I
Some Creations in Hindi...II
Some Creations in Hindi...III
Some creations in Hindi...IV
More Hindi Poems...
Hindi Poems continued.....
Contact Me

kuchh aur hindi kavitaayein.....

kuC jaINa- xaNa

 

samaya ka vaao BaUlaa piqak

KD,a maoro Aaja ko War pr

kuC xaNa ]Qaar laonao

Ba`imat saa

AsaMpUNa- khanaI ko pa~ jaOsaa

]sa svaiNa-ma svaPna ko

maQaur ivaYaa@t xaNa kao

AamaM~Na do rha

jaanabaUJa kr

baar baar ]sa jaINa- xaNa maoM

vaapsa jaanao kao caMcala

]sa vaRwa maoM $ka huAa

BaUlao piqak ka jaIvana

smaRit sao laqapqa

pirNait sao AnaiBa&

inastar kOsao payaogaa mana

pd ica*naaoM kao phcaananao

kI caoYTa vyaqa- haogaI

ik saamanao kI ]jalaI ikrNa

ko pICo kI Cayaa haotI hO

kalaI AMQaorI zMDI inaYPa`aNa.

 

kmaja,aorI

 

hr tak,t ko pICo sao

Jaa^MktI hO kao[- kmaja,aorI

AaOr jaba tak,t sarsara kr

ja,maIna pr laaoTnao kao baotaba hao

tao vahI kmaja,aorI ]zatI hO

yaad idlaatI hO ik ]sakI Daor kao

kmaja,aorI nao hI baa^MQaa hO

mauskrahT BaI Aaja hO tao

]na Zulakto maaoityaaoM kI badaOlat

k,aga,ja,I fUla jaao mahk rho hOM

iksaI ka^MTodar SaaK, kI duAa sao

ik hr bavaMDr kI gahra[- maoM

Cupa haota hO ek SaaMt isqar AakaSa.

 

 


 

 

kuchh jeerna kshan
 
samay ka voh bhoola pathik
khadaa mere aaj ke dvaar par
kuchh kshan udhaar lene
bhramit saa
asampoorn kahaani ke paatra jaisa
uss swarnim swapna
ke madhur vishaakt kshan ko 
aamantran de rahaa
jaan boojh kar
baar baar uss jeern kshan mein
vaapas jaane ko chanchal 
uss vriddhaa mein ruka hua
bhoole pathik ka jeevan
smriti se lathpath
parinati se anabhigya
nistaar kaise payega mann
pada-chinhon ko pahchaanane
kee cheshtaa vyarth hogee
ki saamne ki ujlee kiran
ke peechhe kee chhaya hotee hai
kaali, andheree, thandee, nishpraan.

 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
Kamzoree
 
Har taaqat ke peechhe se
jhaanktee hai koi kamzoree,
aur jab taaqat sarsaraa kar
zameen par lotne ko bataab ho
tho wahee kamzoree uthaati hai,
yaad dilaatee hai ki uskee dor ko
kamzoree ne hee baandhaa hai,
muskarahat bhi hai aaj tho
un dhulakte motiyon ki badaulat
kagazee phool jo mahak rahe hain
kisi kaantedaar shakh ki dua se,
ki har bavandar kee gahraai mein
chhupa hota hai
ek shaant , sthir aakash.

more to come....