Random Thoughts

Some Creations in Hindi...II
Home
Spirituality and Indian Music
My Thoughts....
More Thoughts...
More Thoughts...
More thoughts....
More Thoughts...
More Thoughts....
My Poems....
Some creations in Hindi...I
Some Creations in Hindi...II
Some Creations in Hindi...III
Some creations in Hindi...IV
More Hindi Poems...
Hindi Poems continued.....
Contact Me

Some more creations in Hindi....

maora saayaa

 

bahut Dra huAa qaa

maora saayaa

jaba calaI qaI maOM Gar sao

AaOr rasto maoM na jaanao iktnao

Anajaana laaogaaoM kI BaID, maoM

Kao gayaa khIM vaao

AaOr Aaja ZU^MZ rha

maora saayaa

mauJao galaI galaIo

magar Aaja

Apnao saayao sao mau^Mh for

inakla caukI maOM dUr khIM

maora vaao puranaa saaqaI

khIM Kao cauka BaID, maoM

pUrI trh.

Akolao AkolaI rahaoM pr

calato calato dor tk

jaba qak caukI maOM

tba Acaanak

mauJao iMMmalaa khIM vaao

maora BaTkta huAa saayaa

maora hmadma

pr Aaja ]na ifrI naja,raoM kao

ifra na sakI maOM

jaao igarI qaI naja,roM

]nhoM ]Ta na sakI maOM

maoro saayao nao phcaanaa nahIM mauJao

ik [tnaI dUr jaa caukI maOM

ApnaI phcaana banaanao kI kaoiSaSa maoM.

 

caunanaa

 

caunanaa baD,a mauiSkla haota hO

sabasao AcCI caIja,

sabasao baiZ,yaa ,sabasao }^McaI

sabasao ]mda, sabasao sauMdr

cauna laonaa Aasaana nahIM

cauna kr ifr saaocanaa

Aaoh vaao lao gayaa maorI caIja,

maOM haota tao vahI caunata

kBaI na K,%ma haonao vaalaI

yao daOD,, yao caunanao ka isalaisalaa

K,%ma krnaa baD,a mauiSkla haota hO

caunanaa baD,a mauiSkla haota hO.

 

svaIkRit

 

svaIkRit dI maOMnao Aaja

tumharo )dya kao

maoro )dya spMdna

ko saaqa iqarknao kI

 

svaIkRit dI maOMnao Aaja

tumharo smaRit kao

maoro ri@tma svaNa- gaMgaa

maoM bahnao kI

 

svaIkRit dI maOMnao Aaja

tumharI Aa%maa kao

maoro [sa Ant:krNa

ko tla maoM ]trnao kI

 

svaIkRit dI maOMnao Aaja

tumharo svar kao

maoro ApUNa- ricat raga

maoM AMitma Eauit bananao kI

 

svaIkRit dI maOMnao Aaja

tumharo mana kao

maoro vyaiqat mana ko

pID,a kao hrnao kI

 

hO maoro jaIvana ka yao

Anamaaola xaNa ik

svaIkRit dI maOMnao Aaja

Apnao Aapkao tumhoM Ap-Na krnao kI.

 

 

 

 

Mera Saaya
 
Bahut daraa hua tha
mera saaya
jab chalee thi main ghar se
aur raste mein na jaane kitne
anjaan logon ki bheed mein
kho gaya kahin woh
aur aaj dhoondh raha
mera saya
mujhe galee galee
magar aaj
apne saaye se munh pher
nikal chukee main door kahin
mera woh puraana saathi
kahin kho chuka bheed mein
poori tarah.
akele akelee rahon par
chalte chalte der tak
jab thak chukee main
tab achaanak
mujhe milaa kahin woh
mera bhatakta hua saaya
mera humdum
par aaj un phiri nazron ko
phira na sakee main
jo giri thi nazarein
unhe utha na sakee main
mere saaye ne pahchana nahin mujhe
ki itnee door ja chukee main
apni pahchaan banane ki koshish mein.
 
Chunna
 
"chunna badaa mushkil hota hai
sabse achhee cheez
sabse badhiya, sabse oonchee
sabse umda, sabse sundar
chun lena aasan nahin
chun kar phir sochna
oh! woh le gaya meree cheez
main hota tho vo hee chunta
kabhi na khatm hone wali
ye daud, ye chunne ka silsila
khatm karna badaa mushkil hota hai
chunna badaa mushkil hota hai."

 

Sweekriti

Sweekriti dee maine aaj

tumhaare  hridaya ko

mere hridaya-spandan

ke saath thirakne kee

sveekriti dee maine aaj

tumhaaree smriti ko

mere raktim swarna gangaa

mein bahne ki

sweekriti dee maine aaj

tumhaaree aatma ko

mere antahkaran ke tal

mein utarne ki

sweekriti dee maine aaj

tumhaare swar ko

mere apoorn rachit raag

mein antim shruti banne ki

sweekriti dee maine aaj

tumhaare mann ko mere

vyathit mann ke peeda

ko harne kee

hai mere jeevan ka

ye anmol khsan ki

sweekriti dee maine aaj

apne aap ko tumhe arpan karne ki.

 

 


 
 

Enter supporting content here